Na kisi ka noor hu na kisi ke dil ka karar hu....
Na koi mujhe chahta hai na koi mujhe pukarta hai...
Na main kisi ki fariyad main hu na kisi ki yaad me hu....
Na kisi ke sath hu na koi mere sath hai....Na main kisi ka aashiq na meri koi maashuka........
Na main kisika ka baap na main kisi ka beta...ab sab hai peeche chhuta...ab to na parchayi meri na rooh meri hai......Na main kisi ka...na koi mera hai.....Bas main hi main hu...na mujhsa mera koi deewana hai...
Na toh main kisi ka noor hu na dil ka karaar...